SUN RAHA HAI NA TU LYRICS - Aashiqui 2

Admin
0

 

Sun Raha Hai Na Tu Song Detail

Song : Sun Raha Hai Na Tu

Album : Aashiqui 2 (2013)

Singer : Ankit Tiwari

Musician : Ankit Tiwari

Lyricist : Sandeep Nath

Apne karam ki kar adaayein

Yara yara yara!

Mujhko irade de, kasme de, vaade de

Meri duaon ke isharon ko sahare de
Dil ko thikane de, naye bahane de
Khwaabon ki barishon ko
Mausam ke paimane de
Apne karam ki kar adaayein

Karde idhar bhi tu nighahein

Ro raha hun main
Sun raha hai na tu
Kyun ro raha hu main x (2)

Mazilein rusva hain, khoya hai rasta

Aaye le jaaye itni si ilteja
Yeh meri zamaanat hai Tu meri amaanat hai haan

Apne karam ki kar adaayein

Karde idhar bhi tu nighaahein
Sun raha hai na tu
Ro raha hun main
Sun raha hai na tu
Kyun ro raha hu main

Waqt bhi thehra hai

Kaise kyun yeh hua
Kash tu aise aaye jaise koi dua
Tu rooh ki rahat hai
Tu meri ibadat hai
Apne karam ki kar adaayein
Karde idhar bhi tu nighahein

Sun raha hai na tu

Ro raha hun main
Sun raha hai na tu
Kyun ro raha hu main x (2)
Yara

Post a Comment

0Comments
Post a Comment (0)
To Top